रविवार, 8 फ़रवरी 2009

१६ सीटों से कम पर बात नहीं

kendraya ispat mantri LJP pramukh ramvilas pasvan ne kaha hai ki loksabha chunav me 16 siton se kam par UPA se samjhota nahi karenge. yadi samjhota nahi hua to LJP sabhi siton par akele chunav ladegi. unhonne kaha ki UPA ko hamari jarurat hai, hamen upa ki nahi. gathabandhan ke liye LJP pahal nahi karegi. jahan tak pradhan mantri banane ki bat hai to yah kurshi abhi khali nahi hai. unhonge kaha ki UPA ki galati se hi NDA bihar me satta me aaya.

बदलने लगी है बिहार में राजनीती की फिजा

aasanna loksahbha chunav ke madde najar bihar ki rajaniti ki fija badalane hai. isko lekar kai prakar ki sambhavanayen talashi ja rahi hain.